Present Perfect Tense (Hindi to English)
Recognization (पहचान):-
- मैं अपना गृह कार्य कर चुका हूँ |
- Main apna grah karye kar chuka hun
- मैंने आपको नहीं पहचाना है |
- Maine aapko nahin pehchana hai
- उसने तुम्हें क्या दिया है?
- Usne tumhein kya diya hai
- क्या आपने कभी ऑनलाइन शॉपिंग की है?
- Kya aapne kabhi online shopping ki hai
- क्या तुमने कभी ताजमहल देखा है |
- Kya tumne kabhi Taj Mahal dekha hai
Quiz Exercise of Present Perfect Tense
Affirmative Sentences
- मैं अपना गृह कार्य कर चुका हूँ |
- Main apna grah karye kar chuka hun
- उसने मुझे वह किताब दे दी है |
- Usne mujhe vah kitab de di hai
- उन्होंने मुझे देख लिया है |
- Usne mujhe dekh liya hai
- मैं एक किताब पहले ही लिख चुका हूँ।
- Main ek kitab pehle hi likh chuka hun
- उन्होंने अपना खेत जोत लिया है।
- Unhone apna khet jot liya hai
- आज मैंने एक हवाई जहाज़ देखा है।
- Aaj maine ek hawai jahaz dekha hai
- बिजली भाग गयी है।
- Bijli bhag gai hai
- पुलिस चोर को पकड चुकी है।
- Police chor ko pakad chuki hai
- उसने अखबार फेंक दिया है।
- Usne akhbar fenk diya hai
- राजू ने ऑनलाइन स्मार्ट वॉच खरीद ली है।
- Raju ne online smart watch kharidi hai
Formula
Translation
- I have done my homework.
- He/She has given me the book.
- They have seen me.
- I have written a book already.
- They have ploughed their field.
- Today, I have seen an aeroplane.
- Electricity has gone out.
- The police has caught the thief.
- He/She has thrown the newspaper.
- Raju has bought samrt watch from online.
Present Perfect Tense (Hindi to English)
Negative Sentences
- आज राहुल स्कूल नहीं गया है।
- Aaj Rahul school nahin gaya hai
- मैंने कभी ताजमहल नहीं देखा है।
- Maine kabhi TajMahel nahin dekha hai
- नौकर बाज़ार से सब्ज़ी नहीं लाया है।
- Noukar bazar se sabzi nahin laya hai
- वह अभी तक रेलवे स्टेशन नहीं पहुँचा है।
- Vah abhi tak railway station nahin pahuncha hai
- यहाँ कोई नहीं आया है।
- Yahan koi nahin aaya hai
- उसने यह किताब अच्छी प्रकार नहीं पढी है।
- Usne yah kitab achchhi prakar nahin padhi hai
- बन्दर पेड पर नहीं चढा है।
- Bandar ped per nahin chadha hai
- उन्होने फूल नहीं तोडा है।
- Unhone phool nahin toda hai
- सूनार ने अँगूठी नहीं बनायी है।
- Sunar ne anguthi nahin banai hai
- मास्टर जी ने पाठ नहीं पढाया है।
- Master ji ne path nahin padhaya hai
Formula
Translation
- Today, Rahul has not gone to school.
- I have never seen the Taj Mahal.
- The servent has not brought vegetables from the market.
- He has not reached railway station yet.
- No one has come here.
- She has not read this book properly.
- The monkey has not climbed in the tree.
- They have not plucked the flower.
- The goldsmith has not made the ring.
- The teacher has not taught the lesson.
Present Perfect Tense (Hindi to English)
Interrogative Sentences (जब वाक्य के शुरु में क्या हो) :-
- क्या तुमने कभी ताजमहल देखा है ?
- Kya tumne kabhi Taj Mahal dekha hai
- क्या मास्टर जी कक्षा में पहुँच चुके हैं?
- Kya master ji kaksha mein pahunch chuke hain
- क्या तुमने नया मोबाइल खरीद लिया है ?
- Kya tumne naya mobile kharida hai
- क्या तुमने वह कार बेच दी है ?
- Kya tumne vah car bech di hai
- क्या सूरज पूरब में निकल चुका है ?
- Kya suraj poorab mein nikal chuka hai
- क्या आपका लडका स्कूल गया है ?
- Kya aapka ladka school gaya hai
- क्या तुम कभी दिल्ली गये हो ?
- Kya tum kabhi dilli gaye ho
- क्या शेर ने हिरन को मार दिया है ?
- Kya sher ne hiran ko mar diya hai
- क्या अब हम बहुत दूर पहुँच चुके हैं ?
- Kya ab hum bahut door pahunch chuke hain
- क्या राधा ने एक बहुत मधुर गीत गाया है ?
- Kya Radha ne ek bahut madhur geet gaya hai
Formula
Translation
- Have you ever seen the Taj Mahal ?
- Has the teacher reached in the class ?
- Have you bought a new mobile ?
- Have you sold the car ?
- Has the sun risen in the east ?
- Has your boy gone to school ?
- Have you ever gone to Delhi ?
- Has the lion killed the deer ?
- Have we reached too far now ?
- Has Radha sung a very sweet song ?
Present Perfect Tense (Hindi to English)
Interrogative sentences (जब वाक्य के बीच में question हो) :-
- आज तुमने स्कूल में क्या देखा है ?
- Aaj tumne school mein kya dekha hai
- आज पहले घन्टे में किसने पढाया है?
- Aaj pehle ghante mein kisne padhaya hai
- यह सब किसने किया है ?
- Yah sab kisne kiya hai
- तुमने यह सौ का नोट किससे लिया है?
- Tumne yah sou ka note kisse liya hai
- आपको यह सौ रुपये का नोट किसने दिया है ?
- Aapko yah sou rupye ka note kisne diya hai
- तम्हें किसने बुलाया है ?
- Tumhein kisne bulaya hai
- आपने किसको बुलाया है ?
- Aapne kisko bulaya hai
- उसने यह कार्य कैसे किया है ?
- Usne yah karye kaise kiya hai
- अब वह कहाँ गया है ?
- Ab vah kahan gaya hai
- तुमने कौनसी फिल्म देखी है ?
- Tumne koun si film dekhi hai
Formula
Translation :-
- Today, what have you seen in the school ?
- Who has taught in first period today ?
- Who has done all this ?
- Whom have you taken this hundred rupee note ?
- Who has given you this hundred rupee note ?
- Who has called you ?
- Whom have you called ?
- How has she done this work ?
- Where has he gone now ?
- Which film have you seen ?
Present Perfect Tense (Hindi to English)
Negative Interrogative Sentences :-
- क्या तुम कभी दिल्ली नहीं गये हो ?
- Kya tum kabhi dilli nahin gaye ho
- क्या तुमने कभी लन्दन की सैर नहीं की है ?
- Kya tumne kabhi Landon ki sair nahin ki hai
- तुमने कठिन परिश्रम क्यों नहीं किया है ?
- Tumne kathin parishram kyon nahin kiya hai
- तुमने वह फिल्म क्यों नहीं देखी है ?
- Tumne vah film kyon nahin dekhi hai
- क्या इस घर में कोई नहीं आया है ?
- Kya is ghar mein koi nahin aaya hai
- उसने नई कार क्यों नहीं खरीदी है ?
- Usne nai car kyon nahin kharidi hai
- मास्टर जी ने उसे फटकार क्यों नहीं लगायी है ?
- Master ji ne use phatkar kyon nahin lagai hai
- उस लडके ने यह नॉविल क्यों नहीं पढा है ?
- Us ladke ne yah novel kyon nahin padha hai
- उस लडकी ने इस कमरे में डांस क्यों नहीं किया है ?
- Us ladki ne is kamre mein dance kyon nahin kiya hai
- आपने ऑनलाइन कपड़े क्यों नहीं खरीदे हैं ?
- Aapne online kapde kyon nahin kharide hain
Formulas
Translation
- Have you never gone to Delhi ?
- Have you never visited to London ?
- Why have you not worked hard ?
- Why have you not watched that movie ?
- Has no one come in this house ?
- Why has he not bought a new car ?
- Why has the teacher not rebuked him ?
- Why has that boy not read this novel ?
- Why has that girl not danced in this room ?
- Why haven't you bought clothes online?
Present Perfect Tense Hindi to English
Exercise
- मैंने अपना कार्य समाप्त कर लिया है।
- Maine apna karye samapt kar liya hai
- राधा ने डांस किया है ।
- Radha ne dance kya hai
- माता जी खाना बना चुकी हैं ।
- Mata ji khana bana chuki hain
- पिताजी अखबार नहीं पढ चुके हैं |
- Pitaji akhbar nahin padh chuke hain
- अब वह लडका साइकिल चलाना सीख चुका है |
- Ab vah ladka cycle chalana seekh chuka hai
- मैं कभी विदेश नहीं गया हूँ |
- Main kabhi videsh nahin gaya hun
- उसने मुझे नहीं देखा है |
- Usne mujhe nahin dekha hai
- आसमान में सितारे नहीं चमके हैं |
- Asman mein sitare nahin chamke hain
- पुलिस ने चोर को नहीं पकडा है |
- Police ne chor ko nahin pakda hai
- मैंने एसा नहीं सोचा है |
- Maine aisa nahin socha hai
- क्या आपने मुझे बुलाया है ?
- Kya aapne mujhe nahin bulaya hai
- क्या तुम पागल हो गये हो ?
- Kya tum pagal ho gaye ho
- क्या तुमने कभी स्टेज पर गाना गाया है ?
- Kya tumne kabhi stage per gana gaya hai
- क्या तुमने कभी इलेक्शन लडा है ?
- Kya tumne kabhi election lada hai
- क्या तुमने स्नान कर लिया है।
- Kya tumne snan kar liya hai
- क्या तुम पेड पर नहीं चढे हो ?
- Kya tum ped per nahin chadhe ho
- क्या पंछी आकाश में नहीं उडे हैं ?
- Kya panchhi akash mein nahin ude hain
- क्या तुम कई दिन बाद घर नहीं लौटे हो ?
- Kya tum kai din bad ghar nahin loute ho
- क्या उसने यह गलती नहीं की है ?
- Kya usne yah galti nahin ki hai
- क्या आपने मेरी कार नहीं देखी है ?
- Kya aapne meri car nahin dekhi hai
- तुमने उसे क्या दिया है ?
- Tumne use kya diya hai
- उस लडके ने तुम्हें क्यों मारा है ?
- Us ladke ne tumhe kyon mara hai
- तुमने यह सब कार्य कैसे किया है ?
- Tumne yah sab karye kaise kiya hai
- इस चिडिया को किसने मारा है ?
- Is chidiya ko kisne mara hai
- तुमने आज बाजार से क्या खरीदा है?
- Tumne aaj bazar se kya kharida hai